Ruthi huyi zindagi ko manana toh aata hain

Ruthi huyi zindagi ko manana toh aata hain,
Khud na hans sake par auro ko hasana to aata hai,
Hum khud naa bas sake kisi ke dil me to kya hua,
Par logo ko apne dil mein basana toh aata hain.