Category: Zindagi Shayari
Waqt Suvichar is an ancient Indian proverb which literally translates to “time advice”. It signifies that we should not expend our energy on unimportant things and instead focus on …
Kya kaha shaant rehne me bhalai hai to chalo aaj haar kar dekhte hain aur suna hai maut mukammal hai zindagi se jyada to chalo aaj khudko maar kar …
Mujhe bharam tha gaalib ki meri parchhai meri apni hai andhere me jo dhundha to gum use bhi paya hai
hadd se jyada badh jaaye ummeedein to gham milte hain isliye ab hum logon se thoda kam milte hain
yun taras na khao meri bebasi par aaj thokar lagi kal sambhal jaana hai dosh wakt ko na dijiye alam logon ki fitrat hi badal jaana hain
Jo gehre rishte hote hain na wo apnepan ka shor nahin machaya karte
aaj bura hai to kal acha bhi aayega waqt hi to hai dost badal jayega
jhooth hai ki aankhon mein likha padh lega koi jo sach hai use lafzon mein bataana seekho