Hum uski yaad mein barso rote rahe

Hum uski yaad mein barso rote rahe,
Bewafa wo nikle badnaam hum hote rahe,
Pyaar mein madhoshi ka aalam to dekhiye,
Dhool chehre pe thi aur hum aaina dhote rahe..!