Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya

Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya,
Khaali hi sahi haathon mein jaam to aaya,
Main hoon bewafa sabko bataaya usne,
Yun hi sahi uske labon pe mera naam to aaya.