Shikayat Na Karta Yu Zamaane

Shikayat Na Karta Yu Zamaane Se Koi
Agar Maan Jata Yu Manaane Se Koi

Phir Kisi Ko Kisi Ki Yaad Na Aati
Agar Bhulaya Jata Yu Bhulaane Se Koi…