Nazar unhe dekhna chahe to aankhon ka kya kasoor

Nazar unhe dekhna chahe to aankhon ka kya kasoor,
Har waqt khushbu unki aaye to saanson ka kya kasoor,
Waise to sapne pooch kar nahi aate,
Par sapne unke aaye to sapno ka kya kasoor.