Contents
- Manzilein bhi teri thi. . aur rasta bhi tera tha
- ek tera pyaar paa lu,bas yahi sapna mera tha….
- mere sath rehne ki kasam bhi teri thi….
- fir akela chod jane ka khayal bhi tera tha…
- haatho me hath lekar mujhe hasaane ki soch bhi teri thi….
- meri aankhon me aansu dene ka silsila bhi tera tha….
- mein kyu yaha tanha reh gaya?
- mera dil sawaal karta hai…
- kismat to teri thi…
- par kya khuda bhi tera tha?
- khuda bola:
- use yaar bnane ki galti bhi teri thi. . . Us pr yakeen karne ka khayal bhi tera tha…
- use kyu gam hoga tere jane ka?
- sacha pyaar uska nhi..
- sacha pyaar to sirf tera tha.