Maine kaha maut ko thode din tal jaa

Maine kaha maut ko thode din tal jaa
Maut ne kaha teri kisi ko zaroorat nahi tu chala aa
Maine kaha koi hai jo humare liye jeeta hai
Maut ne kaha isliye tu roz paani ki jagah aansu peeta hai.