Contents
- Kyun rakhu main ab apni kalam mein syahi Jjab koi armaan dil mein machalta hi nahi
- Na jaane kyun sabhi shak karte hai mujh par Jab koi sookha phool meri kitaab mein milta hi nahi
- kashish to bahut thi mere pyaar mein Magar kya karu koi pathar dil pighalta hi nahi
- Agar khuda mile to usse apna pyar maangooga Par suna hai wo kisi se milta hi nahi.