Koi raasta nahi Duwa k siwa

Koi raasta nahi Duwa k siwa,

Koi sunta nahi Khuda k siwa,

Maine bhi Zindagi ko Bahot karib se dekha hai,

Mushkil me koi Sath nahi deta Aansu k siwa..!