Kehna to bahut kuch chaahte the unhe

Kehna to bahut kuch chaahte the unhe,
Magar is zubaan ne saath na diya,
Kabhi waqt ki khamoshi mein khamosh rahe hum,
To kabhi unki khamoshi ne kuch kehne na diya.