Gujartein Hain Wo Saamne

Gujartein Hain Wo Saamne Jab Bhi Mere
To Yeh Mousam Haseen Ban Jata Hai
Udti Hui Unki Zulfon Ke Saaye Mein
Chand Bhi Aksar Sharma Jata Hai
Tareef Nahin Kar Sakta Unki Chand Alfazon Mein
Yeh Dil Itna Unpe Marta Hai Ki Shayar Ban Jata Hai