Chahat Hai MAUT Ki Jo Paas Aati Nhi

Chahat Hai MAUT Ki Jo Paas Aati Nhi,
Tamanna Hai Jis Khushi Ki Woh Raas Aati Nhi.
Udaas Ho Gayi Zindagi Rote-Rote,
USKI Yaade Hain Jo TADPAANE Se Baaz Aati Nhi.