Bin tere shehar ka shehar

Bin tere shehar ka shehar viraan rehta hai,
Bichad ke tujh se har rasta sunsaan rehta hai,
Woh tujhe tujhse zyaada pyaar karta hai,
Jo tere saamne aksar anjaan rehta hai !