Baatein Teri Uttarti Hai

Baatein Teri Uttarti Hai Dil Mein Qaraar Ban Ke
Pyar Tera Barasta Hai Mujh Par Phuwaar Ban Ke

Duniya Sitam Kare Mujh Par Parwaah Nahi Mujhe
Pyaar Tera Rehta Hai Mere Paas Hisaar Ban Ke

Jazbe Sachche The Jo Mil Gaye Hum Dono
Duniya Laakh Aayi Darmiyaan Dewaar Ban Ke..