Baadlon ke darmeyaan kuch aisi saazish huyi

Baadlon ke darmeyaan kuch aisi saazish huyi,
Mera ghar mitti ka tha mere ghar hi baarish huyi,
Unhe bhi zidd hai wahin bijliyaan giraane ki,
Aur mujhe bhi zidd hai wahin aasheyaan basaane ki.