Apni Taqdir Mein Hum

Apni Taqdir Mein Hum Mohabbat Mangna Bhool Gaye
Dil To Maanga Per Dildar Mangna Bhool Gaye
Hum To Dil Kisi Ko De Aaye
Badle Mein Uska Dil Mangna Bhool Gaye