Being alone can be a difficult situation to experience. It is a feeling of having no one to reach out to and rely upon for emotional, physical or mental support. While it can seem like an isolating experience, there are many ways for someone who is alone to reach out for help and create meaningful connections with others.
Alone Status Hindi, Alone Sad Status
Bahut kareeb se dekha hai maine tunhara mujhse dheer dheere door jana.
Kabhi fursat mile to itna jaroor batana woh konsi mohabbat thi, jo hum tumhe de na sake…
Dooriyan..
Aao mil kar dekhe ab hum me kitni doori hai..
Koi to use manao mujhse meri khushiyan naraz hai..
Jinhe hum chubhne lagte hain, unse hum door rehne lagte hain..
Is duniya me ajnabi rehna hi theek hai log bahut takleef dete hai aksar apna bana kar..
Naa waqt diya naa saath diya jo bhi manga bas taal diya..
Do logon ke beech jab koi teesra aajaye aur use teesre ko aapse zyada ahmiyat di jaaye to chup chaap se un dono de door ho jaana hi behtar hai..
Alone
Chalo ho gaya faisla ab kuch kehna nahi tu jee le mere bagair mujhe ab jeena nahi..
Jab rahna hai tanha to phir rona kaisa, jo tha hi nahi apna use khona kaisa..
Alone
Marne wale toh ek din bina bataye mar jaate hai, roz to wo marte hai jo khud se zyada kisi aur ko chahte hain..
Aaj se kuch nahi kahunga main jab tak tumhein meri kami mehsoos naa ho..
Alone
Log khush mizaaj kehte Hain mujhe, Lekin maine aksar khud ko udaas paya hai..
Aap sabse zyada akele tab hote hain, jab aap kisi ka saath paane ki koshish mein hote hai..
Jese jese dard badhta hai insaan hasne ke sath sath rona bhi chor deta ha..
Khud ko rakh kar dekho meri jgah kasam se ro padoge tum bhi…
Bahut kuch hai is dil mein bas koi samajhane wala chahiye..
Tumhare paas to firbhi tum ho mere pas to mai bhi nhi hu..
Jis din samjhoge hamein dhoondhtey firoge…
Kuch lamhe ho guzaar aaya hu anjaano ke sath, dil mera hani lagta ab jaane pehchano ke saath..