Aankhe toh pyaar me dil ki zubaan hoti hai
Aankhe toh pyaar me dil ki zubaan hoti hai

Aankhe toh pyaar me dil ki zubaan hoti hai,
Sachi chahat toh sadaa bejubaan hoti hai,
Pyar mein dard bhi mile toh kya gabrana,
Suna hai dard se chahat or jawan hoti hain.