Soya Naheen Hon Mein Sulaa Do Maa

shayari for mother, shayari about mother, mother day shayari, shayari for mother in hindi, mother father shayari, best shayari for mother, happy mother day shayari

Soya naheen hon mein sulaa do maa,
Aa jao mujhe lori sunaa do maa,
Ashk meri ankhon mein jam se gaye hain,
Kar ke dil pe jabbar mujhe rula do maa,
Dekho kitni be-tareeb ho gayi hai zindagi,
Bikhrey hain mere baal bana do maa..