Category: Latest Sad Shayari
Agar mar jaana aasan hota to main zinda hi kyu hoti tumne majbooriyon ko meri abhi dekha kahan hai
Roz hum tanha hote hain aur raat guzar jaati hai dekhna ek din raat tanha hogi aur hum guzar jayenge
Yun achanak bewajah berukhi na kiya karo hum toot jaate hain tumhara badalta laheja dekhkar
Wo bewafai karke bhi munsifon mein shaamil hain humne mohabbat kya ki khatawar ho gaye
samajh se pare hain ye jalsaziyan logon ki ghar ret se banwa ke mera pata baarishon ko de diya
tumhare bina meri zindagi basar na hui mera kissa suna saare zamaane ne ek tum ho jise khabar na hui
बेवफा लोग बढ़ रहे हैं धीरे धीरे, इक शहर अब इनका भी होना चाहिए…
तुझसे अच्छे तो जख्म हैं मेरे । उतनी ही तकलीफ देते हैं जितनी बर्दास्त कर सकूँ