Jab koi apki narazgi ki parwah karna chod de,
Tab samajh jana mohabbat khatam aur majburi shuru ho chuki hai.
Jo pagalpan ki hadd se na gujre woh pyaar kaisa,
Hosh mai rehkar toh rishte nibhaye jate hain.
Junoon, Hosla aur Pagalpan aaj bhi wahi hai,
Maine jeene ka tarika badla hai terav nahi.
तारीफ़ अपने आप की, करना फ़िज़ूल है,
ख़ुशबू तो ख़ुद ही बता देती है, कौन सा फ़ूल है ।।
तेरी मोहब्बत को कभी खेल नही समझा,
वरना खेल तो इतने खेले है कि कभी हारे नही ।
सिर्फ दिखावे के लिए अच्छा बनना,
शायद बुरा होने से भी बुरा है !
Jab Kisi Se Pyaar Had Se Zyada Hone Lage ,
Toh Wo Pyaar Khushiyon Ki Jagah Ghum Dene Lagta Hai.
Maine apni khwaishon ko deewar mai chunwa diya,
Khama-khan zindagi main anarkali banke nach rahi thi.
Humse khelti rahi duniya taash ke patton ki tarah,
Jisne jeeta usne bhi phenka Jisne haara usne bhi phenka.
Kaun kehta hai ki aadmi apni kismat khud likhta hai,
Agar yeh sach hai to kismat mein dard kaun likta hai.
Zindagi ye chahti hai ki khudkushi kar lun,
Mai iss intezaar mai hun ki koi haadsa ho jaye.
ऊंचाइयों पर देखकर हैरान है बहुत लोग,
पर किसी ने मेरे पैरो के छाले नहीं देखे..
Zulm Ke Saare Hunar Hum Par Yun Aazmaye Gaye,
Zulm Bhi Saha Humne Aur Zaalim Bhi Kehlaye Gaye.
Mohabbat Ka Koi Rang Nahi Fir Bhi Wo Rangin Hai,
Pyaar Ka Koi Chehra Nahi Fir Bhi Wo Hasin Hai.
ढूँढ ही लेता है मुझे किसी ना किसी बहाने से “दर्द”
वाकिफ़ हो गया है मेरे हर ठिकाने से !
वो आज करती है नज़र अंदाज़ तो बुरा न मान,
टूट कर चाहने वालों को रुलाना रिवाज है इस दुनिया का !!
इत्तेफ़ाक़ से मिल जाते हो जब तुम राह में कभी,
युँ लगता है करीब से ज़िन्दगी जा रही हो जैसे !!
|| मिटातीं है किसी को .. बनातीं है किसी को ..
मोहोब्बतें भी आजकल की.. सियासी हो गयीं हैं ||
महसूस खुद को तेरे बिना मैंने कभी किया नहीं।
तू क्या जाने लम्हा कोई मेने कभी जिया नहीं..