Zindagi ke safar ki manzil hai maut

Zindagi ke safar ki manzil hai maut,
Milti hai zindagi toh aati hai maut,
Hasna hai zindagi toh rona hai maut,
Chalna hai zindagi to rukna hai maut,
Har aashiq ki zindagi ki manzil hai maut.