Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka – Superb Hindi Shayari on Friendship

Zikar hua jab Khuda ki rehmaton ka,
Humne khud ko khushnaseeb paya,
Tamanna thi ek pyaare se dost ki,
Khuda khud dost bankar chala aaya.