Yun kisi ki yaad mein rona fizool hai

Yun kisi ki yaad mein rona fizool hai
Itne anmol aansu khona fizool hai
Rona to unke liye jo hum par nisaar hai
Unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hai.