Unhe chahna hamari kamzori hai

Unhe chahna hamari kamzori hai,
Unse keh na pana hamari majboori hai,
Wo kyun nai samajhte hamaari khaamoshi ko,
Kya payar ka izhaar karna zaruri hai.