Teri bewafai ka kissa jab jab yaad aayega bewafa poetry

Teri bewafai ka kissa jab jab yaad aayega,
Mere tan badan mein ek aag si bharkayega,
Jo tune kiya koi dushman bhi nahi aisa karta,
Dekh lena ek din tu bhi bohat pachtaayega.