Roz rota hai wo gulaab
roz rota hai wo gulaab meri kitab mein use manzoor nahin tumhari bewafai ka hissa ban'na
roz rota hai wo gulaab meri kitab mein use manzoor nahin tumhari bewafai ka hissa ban'na
kisine thoda sa wakt diya tha ek baar humne aaj tak use sambhal kar rakha hai
pyar itna ho gaya hai mujhe andheron se ki ab to dar lagne laga hai sawero se
jaan boojh ke dil ko tootne ke liye taiyaar kaise karu ab tum hi batao is bewafa sheher mein, main...
takleef to apne hi dete hain varna gairon ko kya pata hamara dil kis baat pe dukhta hai
aajkal chirago mein roshni kam hai ki dil jalao yaaro roshni kam hai
ab koi apna nahin hai mera chalo acha hai dhokhe ka khatra bhi khatra bhi na raha