Santa-Banta Ultimate Collection 3

Jailer: Faasi se pehle kisse miioge?
Santa: Biwi se..
Jailer: Maa-Baap se nahi.
Santa: Maa-Baap toh agla janm lete hi mil jaenge, Par biwi ke liye sala phir se 25 saal wait krna padega 😉


Santa -”Tution master ka msg aaya hai ki kal extra classes hai,.

ab kya kare..”

Banta – “Message sending failed

likh ke waapis bhej de saale ko..”


santa: Yaar answer sheet par sabse pehle kya likhu?
Banta: Yehi ki is answer sheet par likhe gaye sabhi answers kalpnik hain jinka kisi bhi book se koi smbandh nahi hai


Wife Raat Ko Bed Pe Sokar Boli:” Aaj kuch Aisa Karo K Mere Paseeney Chhut Jaaye…

.

.

.

.

.

.

Banta Utha Aur

Fan Band Karke So Gaya..


Santa- Mere 3 bete Engineer ban gaye lekin ek kambakht DAKU ban gaya.

Banta- To usko ghar se nikal do.

Santa- Yahi to problem hai kamakar b sala wahi lata hai….


Santa roz naashtay may Sade unattis rotiyan khata tha.

Ek din uskay nokar nay uskay aagay tees rotiya rakh di.

Santa nay gussay may aakar kaha…haraamkhor tunay to mujhay jaanwar hi samajh liya..


Santa Inspector ki job ke interview mein:

Interviewer: Bheed ko titar-bitar karne ke liye kya karna chahiye ?

Santa: Chanda maangna shuru kar dena chahiye.


Ek bar santa church gaya.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Achanak light chali gayi aur andhera ho gaya..

Tabhi church ka ghanta baja

“TONNN”

.

.

.

.

.

.

.

.

.

Santa chillaya- Ohh Teri UNDERTAKER

aa gaya 😀


Santa: Aaj men ne 1 jan bachai

Banta: Woh Kaisay?

Santa: Vo aise k ek Faqir ko pucha

1000 ka note dun to kya karega

Wo Bola

Khushi se mar jaunga

Me ne kaha ja nahi deta.


Santa goes to gulabo’s home & knocks the door

Gulabo-”kon?”

Santa-”Main!”

Gulabo-”Maikon?”

Santa-”Lo bolo! Ullu ki patthi,tu gulabo or kon?”


Santa 2 Banta: Santa k ghar uske sasural wale aye

Biwi boli jao bahar se kuch lekar aao.

Santa taxi lekar agaya.