Koi dost aisa banaya jaye – hindi dosti shayari

Koi dost aisa banaya jaye,
Jiske aansu ko palkon mai chupaya jaye,
Rahe uska mera rishta kuch aisa,
Ki agar woh rahe rutha toh humse bhi muskuraya na jaye.