Khuda Shayari

एहसास-ए-निदामत, एक सजदा और चश्म-ए-तर, ऐ खुदा कितना आसान है मनाना तुझ को।

मीर’ बंदों से काम कब निकला माँगना है जो कुछ ख़ुदा से माँग

Khuda ko bhul gaye log fikr-e-rozi me, Talaash rijak ki hai
rajik ka khayal nahi

Mohabbat karni hai toh khuda se karo, Mitti ke khilono se kabhi
wafa nahi milti

Ae khuda khubsoorat nahi samjhdar de.

hum toh vo hai jo khuda ko bhool gaye Tum kis gumaan me ho.

Mujhe jarurat nahi insaan ki jo matlab ke liye sath ho, Mai
khush hu apne khuda ke saath jo bina matlab ke mere sath hai

Ae khuda dil aaj bahut udaas hai Ya toh maut dede ya phir zindagi dede