Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya

Humne Apni Sanso Par Unka Naam Likh Liya,
Nahi Jante The Ki Humne Kuch Galat Kiya,
Wo Pyaar Ka Wada Humse Karke Mukar Gaye,
Khair Unki Bewafai Se Kuch To Sabak Liya.