Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya – Sad Quote in Hindi

Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya,
Yeh Kaisa Gam Hai Jisne Hamein Bebas Bana Diya,
Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi,
Karte Bhi Kya Jab Apne He Gair Bana Diya.