wo mujhe zalim pathar

wo mujhe zalim pathar dil aur na jane kya kya smjhta

hai…

mai use apnati nhi magar phir bhi wo mujhse

bepanah pyar karta hai… aisa nhi ke mujhko uss se pyar nhi…

aisa nhi ke use pane ke liye dil bekarar nhi… magar kuchh majbooriya bhi hai…

is zalim zamane ki duriya bhi hai… mai use pakar phir khona nhi chahti…

pas akar phir judai me use rulana aur khud rona nhi

chahti… mujhe maloom hai ke ye smaj hame ek hone na

dega…

mai chahu bhi to tujh me mujhe ye khone na dega… phir kio mai tere kareeb aakar teri zindagi ko tabah

karu…

tujhe rulau umar bhar aur khud teri yaad me aahe

bharu… kash tu bhi smjhta meri majboorio ko…

jaan pata tere pas na ane wali kamzoriyo ko… mujhe aham hai ke tu mujhe itna chahta hai…

magar mai chah kar bhi teri ho nhi sakti… are pathar dil nhi mai mom sa hai dil mera…

bas kuchh majbooriyo ki wajah se ro nhi sakti… mai bhi tujh se pyar karti hu be-pnah…

magar afsoos teri ho nhi sakti…U