Unhai ye shikaayat

Unhai ye shikaayat hai hum se..
ki hum har kisi ko dekh kar mushkurate hain
nasamajh hain wo kya jaane
humain to har chehre mein wahi nazar aate hain.