Tujhe chahte hain – Be-Intehan Ishq Shayari In Hindi

Tujhe chahte hain Be-Intehan,
Par chahna nahi aata.
.
Ye kaisi mohobbat hai,
Ki hume kehna nahi aata.
.
Zindagi main aa jao hamari zindagi ban kar,
Ke tere bin humain zinda rehna nahi aata.
.
Har pal bas tujhe hi dua’on main mangte hain,
Kya kare ke tumhare siwa kuch mangna nahi aata.