Tujhe Chahne wale kum na honge

Tujhe Chahne wale kum na honge,
Waqt ke sath shayad hum na honge,
Chahe kisi ko kitna bhi pyaar dena,
Lekin teri yaadon ke haqdar sirf hum hi honge.