Thami hui si inn saanso mai

Thami hui si inn saanso mai,
Tha ek alag sa andaz,
Jisne jine ka sikhaya ek alag hi tarika,
Mehkaya jisne phoolo sa angan,
Khilayi inn hontho pe khud jesi pyari muskan,
Kehte hai farishtey aate nahi,
Kya kahe kisi se ab ki ap kya ban ke aaye jisne ye sare ehsaas jagaye.
😊☺️☺️☺️😊