Shayad unki ada hai ye jo har din hume tadpate hain wo

Shayad unki ada hai ye jo har din hume tadpate hain wo,
Kabhi kisi to kabhi kisi bahane se hume satate hain wo,
Na jane kya milta hai unhe jo humpe yeh sitam dhate hain wo,
Chain hi nahi milta unhe jab tak hume rulate nahi hain wo.