Rulaane waale to sabhi mile

Rulaane waale to sabhi mile
Aansu ponchne waala na mila

Mere dil ko thi jis ki tamanna
Woh mann chaaha na mila

Yun to duniya girne waalo ko uthaane ki baat karti hai
Jab main gira to koi uthaane waala na mila

Kehte hai yeh pyaar ka jahaan hai pyaar ki duniya hai
Jab maine pyaar kiya to nibhaane waala na mila

yun t0u dunia girne wal0n k0 uthane ki baat karti h,
…jab mei gira t0u k0i uthane wala na mila,
kehte hain ye “PYAR KA JAHAN” h “PYAR KI DUNIA” h,
jab mei ne pyar kiya t0u nibhane wala na mila.