Pallat k aao ge tum

Pallat k aao ge tum, intezaar karta hun,

Qasam khuda ki tumhein ab bi yaad karta hun,

Main janta hun k ye sirf dard deti hein,

Main chahaton pe magr aitbaar karta hun,

Kabi jo chand utarta he dil k aangan mein,

Main sochta hun tumhein or yaad karta hun,

Hawa ko chum k bheja he us nagar ki taraf,

Main khud ko yun bhi kabi bekarar karta hun,

Wo waada karta he milneewka or keh k

mukar jata hy Pallet k aao ge tum, intezaar karta hun,

Qasam khuda ki tumhein ab bi yaad karta hun,

Main janta hun k ye sirf dard deti hein,

Main chahaton pe magr aitbaar karta hun,

Kabi jo chand utarta hy dil k aangan mein,

Main sochta hun tumhein or yaad karta hun,

Hawa ko chom k bhaija hy us nagar ki taraf,

Main khud ko yun bi kabi be-qarar karta hun,

Wo waada karta hy milney ka or ker k mukar jata he,

Main yaqeen us ka magar bar bar karta hun…..!!! ,

Main yaqeen us ka magar bar bar karta hun…..!!!