Najaren unhe dekhna

Najaren unhe dekhna chahe to aankhon ka kya kasoor,
har waqt khushbu unki aaye to sanson ka kya kasoor,
vaise to apne puch kar nahi aate,
par sapne unke aaye to raaton ka kya kasoor…