Naam uska likh kar mita raha tha mai

Naam uska likh kar mita raha tha mai,
Dil ko apne yu behla raha tha mai,
Na thi jisko mere pyar ki kadar dosto,
Ittefaq se usi ko chah raha tha mai,
Usi diye ne jala diya mere hatho ko,
Jisko hawa se bacha raha tha mai.