Na kar tamanna aey dil Tu kisi ko paane ki

Na kar tamanna aey dil.. Tu kisi ko paane ki,
Badi bedard nigahe hain iss zamane ki,
Khud ko bana le kabil tu ab iss kadar,
Ki rakhe log tamanna sirf tujhi ko paane ki.