Mushkil hai ab in labo ka kabhi muskura paana

Mushkil hai ab in labo ka kabhi muskura paana,
Mushkil hai ab is dil ka kisi ke liye dhadak paana,
Chalakte hai sirf aansu in aakhon se ab to,
Mushkil hai inme kisi ke liye sapne sajaana…