Mehfil jab lagi thi yaaro ki

Mehfil jab lagi thi yaaro ki,
mujhko bhi
bulawa aaya tha.
.
Kaise ,na jate hum?…
Unki
kasmein dekar jo bulwaya
tha.
.
Jab kehne ko kuch kaha gaya,
to khayal
unka hi aaya tha.

Fir akshr-akshr jod k maine,dil
ka dard
sunaya tha.

Tab aansu uski yado k, na-na
krte nikal gye.
;-(
Jo smjhe wo khamosh rhe:(,
baaki WAH WAH krte nikl gye….!