Maine apni har ek saans tumhari gulaam kar rakhi hai

Ishq Shayari For Lover

Maine apni har ek saans tumhari gulaam kar rakhi hai,
Logon mai ye zindagi badnaam kar rakhi hai,
Ab ye aaina bhi kya kaam ka mere,
Maine to apni parchayi bhi tumhare naam kar rakhi hai.