Laut Jati Hai duniya gam hamara dekhakar

Laut Jati Hai duniya gam hamara dekhakar,
Jaise Laut jati hai lehrein kinara dekhkar,
Tu kandha na dena mere janaze ko,
Kahi fir Zinda na ho Jau tera sahara dekhkar.