Kyu khamoshiya karti hai bas teri baatein-Mohabbat Ka Dard Shayari

Kyun tujhko dekhna chahti hai meri aankhein,
Kyu khamoshiya karti hai bas teri baatein,
Kyu itna chahane laga hu tujhko mai,
Ki taare ginte hue kat-ti hai meri raatein,
Tu hi kuch bata de kya mai karu inka,
Har pal jo mujhe tadpati hai teri yaadein.