Kya pata uski zuban se b izhar nikale

Kya pata uski zuban se bhi izhar nikale,

Kya pata unke dil me bhi pyar nikale,

Sach he uske bina ji nahi sakte hum,

Kya pata uske dil se b yahi baat nikale.